Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChhaya (1961)
HomeChhaya (1961)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankhon mein masti sharab ki kaali zulfon mein raatein shabab ki jaane aayi kahan se toot ke mere daaman mein pankhudi gulaab ki haye aankhon mein masti sharab ki kaali zulfon mein raatein shabab ki jaane aayi kahan se toot ke mere daaman mein pankhudi gulaab ki haye aankhon mein masti sharab ki chand ka tukda kahun yaa husn ki duniya kahun chand ka tukda kahun yaa husn ki duniya kahun preet ki sargam kahun yaa pyaar ka sapna kahun sochta hoon kya kahun sochta hoon kya kahun iss shokh ko main kya kahun aankhon mein masti sharab ki kaali zulfon mein raatein shabab ki jaane aayi kahan se toot ke mere daaman mein pankhudi gulaab ki haye aankhon mein masti sharab ki chaal kehti hai na ho pehli ghata barsaat ki chaal kehti hai na ho pehli ghata barsaat ki har ada apni jagah taarif ho kiss baat ki aarzoo kitne dinon se aarzoo kitne dinon se thi humen iss raat ki aankhon mein masti sharab ki kaali zulfon mein raatein shabab ki jaane aayi kahan se toot ke mere daaman mein
aansoon samjh ke kyun mujhe aankh se tumne gira diya moti kisi ke pyaar ka mitti mein kyun mila diya aansoon samjh ke kyun mujhe jo na chaman mein khil saka main wo gareeb phool hoon jo na chaman mein khil saka main wo gareeb phool hoon jo kuchh bhi hoon bahaar ki chhoti si ek bhool hoon jisne khilaa ke khud mujhe khud hi mujhe bhula diya aansoon samjh ke kyun mujhe aankh se tumne gira diya aansoon samjh ke kyun mujhe nagma hoon kab magar mujhe apne pe koi naaz tha nagma hoon kab magar mujhe apne pe koi naaz tha gaaya gaya hoon jiss pe main toota hua wo saaz tha jisne suna wo hans diya hans ke mujhe rula diya aansoon samjh ke kyun mujhe aankh se tumne gira diya aansoon samjh ke kyun mujhe meri khata maaf main bhule se aa gaya yahaan meri khata maaf main bhule se aa gaya yahaan warna mujhe bhi hai khabar mera nahin hai ye jahaan doob chala tha neend mein achchha kiya jaga diya aansoon samjh ke kyun mujhe aankh se tumne gira diya moti kisi ke pyaar ka mitti mein kyun
chham chham naachat aayi bahaar chham chham naachat aayi bahaar paat paat neeee li angdaayi jhoom rahi hai daar daar chham chham naachat aayi bahaar chham chham naachat aayi bahaar mehak rahi ploolwaari nikhri kyaari kyaari mehak rahi ploolwaari nikhri kyaari kyaari phool phool par joban aaya kali kali ne kiya singaar chham chham naachat aayi bahaar chham chham naachat aayi bahaar mann matwaara dole jaane kya kya bole mann matwaara dole jaane kya kya bole nayi naweli aasha jaagi jhoomat manvaa baar baar chham chham naachat aayi bahaar chham chham naachat aayi bahaar paat paat neeee li angdaayi jhoom rahi hai daar daar chham chham naachat aayi bahaar chham chham naachat aayi bahaar
dil se dil ki dor baandhe chori chori jaane hum tum tum hum sang sang chale aaj kahaan aaj kahaan dil se dil ki dor baandhe chori chori jaane hum tum tum hum sang sang chale aaj kahaan aaj kahaan kadam mila kar chale udhar le ke chale ye pyaar jidhar pyaar ke raahi tu hi bata khatam kahaan hoga ye safar kadam mila kar chale udhar le ke chale ye pyaar jidhar pyaar ke raahi tu hi bata khatam kahaan hoga ye safar jahaan pe gaaye dil ki sargam jhoom jhoom koi hum tum tum hum sang sang chale aaj wahaan aaj wahaan dil se dil ki dor baandhe chori chori jaane hum tum tum hum sang sang chale aaj kahaan aaj kahaan hoooooo nayi si duniyaa naya samaa chhupa hua tha pyaar kahaan hoooooo nayi si duniyaa naya samaa chhupa hua tha pyaar kahaan chhupa hua tha yahin kahin khabar ye dil ko magar nahin chhupa hua tha yahin kahin khabar ye dil ko magar nahin hata wo parda pyaar jaaga chalo basaa len hum tum tum hum sang sang ik naya jahaan naya jahaan dil se dil ki dor baandhe chori
itna na mujhse tu pyaar badha ke main ik badal aawara kaise kisi ka sahara banoon ke main khudh beghar bechara isliye tujhse main pyaar karoon ki too ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam mera jal ki dhara itna na mujhse tu pyaar badha ke main ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam mera jal ki dhara mujhe ek jagah aaraam nahin ruk jana mera kaam nahin mujhe ek jagah aaraam nahin ruk jana mera kaam nahin mera saath kahan tak dogi tum main des bides ka banjara itna na mujhse tu pyaar badha ke main ik badal aawara kaise kisi ka sahara banoon ke main khudh beghar bechara isliye tujhse main pyaar karoon ke too ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam mera jal ki dhara o neel gagan ke deewane tu pyaar na mera pehchane o neel gagan ke deewane tu pyaar na mera pehchane main tab tak saath chaloon tere jab tak na kahe tu main haara isliye tujhse main pyaar karoon ke too ik badal aawara janam janam se hoon saath tere hai naam
Itna Na Mujhse (Male)
ya keh de hum insaan nahin ya maan ja tu bhagwaan nahin ya keh de hum insaan nahin ya maan ja tu bhagwaan nahin ya keh de hum insaan nahin ya maan ja tu bhagwaan nahin hum apni khushi se aaye nahin duniya mein humein tu laya hai hum apni khushi se aaye nahin duniya mein humein tu laya hai ye sachh hai agar to phir humse kyun door teri hi chhaya hai kya hum tere mehmaan nahin ya keh de hum insaan nahin ya maan ja tu bhagwaan nahin ye ghum ki dhoop to di lekin khushiyon ki kabhi barsaat na di ye ghum ki dhoop to di lekin khushiyon ki kabhi barsaat na di jo chain ki neend mein kat jaati aisi to kabhi ik raat na di kya apna koi armaan nahin ya keh de hum insaan nahin ya maan ja tu bhagwaan nahin ghabraa ke kabhi dil kehta hai achha hai agar hum mar jaayen ghabraa ke kabhi dil kehta hai achha hai agar hum mar jaayen marna bhi to tere haath mein hai ye kaam bhi kaise kar jaayen jeena bhi koi aasan nahin ya keh de hum insaan nahin ya maan ja tu bhagwaan nahin ya keh de
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Mein Masti Chhaya (1961) 03:23 12978
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Asha Parekh
Duration : 03:23   Song Number : 12978   

Aansoo Samjh Ke Kyun Chhaya (1961) 05:47 11909
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Asha Parekh
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:47   Song Number : 11909   

Chham Chham Naachat Aayi Bahaar Chhaya (1961) 04:23 12979
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Bahar
Duration : 04:23   Song Number : 12979   

Dil Se Dil Ki Dor Chhaya (1961) 05:07 12980
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Sunil Dutt
Duration : 05:07   Song Number : 12980   

Itna Na Mujhse Chhaya (1961) 03:53 20596
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Asha Parekh
Duration : 03:53   Song Number : 20596   

Itna Na Mujhse (Male) Chhaya (1961) 03:42 38735
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:42   Song Number : 38735   

Ya Keh De Hum Insaan Chhaya (1961) 04:55 32068
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nirupa Roy
Duration : 04:55   Song Number : 32068